Hazrat Ali is one of the most unmistakable characters in Islamic History. He is the only one whose bravery, kindness, intellect, courage, fearlessness, generous disposition, and remission are remembered to date. We have gathered Hazrat Ali Quotes in Urdu for all looking for some best ways Islamic saying to spend a good life. Hazrat Ali isn’t just the sibling and the buddy yet in addition the child-in-law of Prophet Muhammad (PBUH). He spent his all life under the guidance of the last Prophet (PBUH) and delivered his teaching in the form of quotes and sermons. viewers can track down a colossal assortment of Hazrat Ali Statements in Urdu here
TOP 15 HAZRAT ALI QUOTES IN URDU
Hazrat Ali ne farmaya, Sab say bara jahil wo hai jo aik pathar see do dafa thokar khaye.
—————————————————————
Hazrat Ali ne farmaya,
Rishton ko joray rakhnay k liye kabhi andha
kabhi behra to kabhi gunga hona parta hai.
—————————————-
Hazrat Ali ne farmaya,
Kabhi bhi logon ki baton see pareshan an hona
kiun k ap ne apna hisaab Rab ko dena hai, in logon ko naahii.
——————————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Aaj agar zindagi mushkil hai to kal ki asani ka wada bhi Allah ne kiya hai
Allah see mango khoob mango Allah tumhe umeed see barh kar dy ga.
—————————————————————————-
Hazrat Ali ne farmaya,
Gham aur mushkilaat sirf Allah ko bitaya karo
is yaqeen k sath k wo tumhe jawab bhi dy ga,
aur tumhari takleef bhi door kary ga.
——————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Mehnat ka phal aur maslay ka hal Rab dy ga
ye mat socho kab dy ga,
jab dy ga be hisaab dy ga.
———————
Hazrat Ali ne farmaya,
Allah us zubaan se nikli hoi koi bhi dua rad nahi karta ,
jo us k mahboob ( P, B, U, H ) par durood shareef behjti hein.
————————————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Janat mein ak darwaza hai jis ka naam riyaan hai,
us darwaze se sirf rozay daar hi dakhil ho saktay hein aur koi bhi nahi.
————————————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Rozay daar ki duain muqadar se jeet jane ka hunar rakhti hein,
kiun k Ramadan mein Allah tala ka arsh pehlay, asman par ajata hai.
———————————————-
Teen loog hamesha pareshan rehte hai,
madadgaar, wafadaar, aur Dil k saaf.
———————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Insaan wahid aisi makhlooq hai jis ka zehar alfaaz mein hota hai.
——————————–
Hazrat Ali ne farmaya,
Jab zamana mushkil mein daal deta hai, to
yaqeen kare Allah hazaar rastay khol deta hai.
—————————————-
Hazrat Ali ne farmaya,
Qufar k baad sab se bara gunah kisi ki Dil aazari hai.
————————————
Hazrat Ali ne farmaya,
Maaf har bar karo magar aitbaar aik bar hi karo.
—————————————-
Hazrat Ali ne farmaya,
Khuwaishein Badshahon ko ghulaam bana deti hein,
magar sabar ghulaamo ko Badshah bana deti hai.
——————————————-
From these referenced Hazrat Ali Statements in Urdu individuals can upgrade their insight about the lessons of Islam. These are some incredible sayings that are based on true knowledge, vision, and wisdom. People can relate to each of Hazrat Ali’s quotes as these also describe the basic rules and ways of living a good life. All the above-stated sayings are highly valuable for everyone. These Hazrat Ali Statements in Urdu are accessible here to look for direction and information. This beautiful collection of his sayings directs people to stay on the path of Allah and humanity. All these Sayings are precious capital to live a happy life.
2 thoughts on “TOP 15 HAZRAT ALI QUOTES IN URDU”